Santa Banta Clean vegeterian jokes in hindi

Hindi Joke Santa In Exam Hall

SANTA exam hall a girl to santa:
Mujhe bas is ans ki starting bata do baki main likh lungi.

SANTA ne dhyan se idhar-udhar dekha,fir dhire se bola:
“The”

*******************

Vegeterian Joke in hindi santa in a marrige party

Santa shaadi mein khana khane gaya

Par samane Salad ka counter dekh kar wapis aa gaya
Baahar aakar bola O banta,
abhi to sabzi hi kat rahi he

*****************

Santa's Misery joke in hindi on his son's Accident

Santa ke bete ka acident ho gaya

Dr: Aapke bete k pair katne padenge..

Santa ne apna sir pakda.
Dr: Kya hua
Santa: Kal hi nalayak ko chapal dilai thi.

*****************

Funny Hindi Joke :Santa's wife kidnapped

Kidnapper phone par:

Teri biwi mere kabze mein hai.
saboot ke taur par uski do ungliyan bhijwa di hain.

Santa: Sabut pakka nahi hai,
mundi bhej mundi..

*****************

Clean joke in hindi Santa and taxi driver

Taxi Wala: Sir sorry

main meter chalu karna bhul gaya.

Santa: Oye praji koi gal nahi
main bhi apna batva ghar bhul gaya hu.

******************

Santa and banta hindi joke on wife overpower

Santa: Meri wife mujhe naukar samajhne lagi hai

batao main kya karun?

Banta: Karna kya hai,
2-4 ghar aur pakad aur apna dhandha jama le.


Santa BAnta clean jokesin hindi, santa banta jokes, jokes in hindi, santa banta funny comedy video jokes,santa banta jokes from movies.