Satya grah Title song LYrics


Satyagraha Title Song Lyrics


Raghupati Raghav Raja Ram
Patit pavan Sita Ram

Thana nena.. a..
Thana nena..
Thana na Thara de re na..

Satyagraha..

Satyagraha..


Raghupati Raghav Raja Ram
Patit pavan Sita Ram
Ab tak dheeraj maanga tha.. a..
Prabhu ab dheeraj mat dena (Prabhu ab dheeraj mat dena)

Sehte jaaye sehte jaaye sehte jaaye..
Aisa bal bhi mat dena (Aisa bal bhi mat dena)

Uth kar karne hain kuchh kaam
Raghupati Raghav Raja Ram

Raghupati Raghav Raja Ram
Uth kar karne hain kuchh kam (Repeat once)

O mapamapa maga maga..

Tum karuna ke sagar
Tum palan karta
Par jo zulm hai karta wo
Kahan tumse darta
Ghaayal hai bhola insaan
Raghupati Raghav Raja Ram

Raghupati Raghav Raja Ram
Ghaayal hai bhola insaan

Raghupati Raghav Raja Ram
Uth kar karne hain kuchh kam

Satyagraha..

Read Full Review And Information About Satyagraha : A prakash Jha Block buster